<=Ghazal=>


"Muhabaton ne kaisa Kamaal kr dala."


"Hamain to Udaasiyon ki Misaal kar dala."


"Kabhi milain to pouchain gay ik doujay se"


"K kis ko kis k Gham ne nidhaal kar dala"


"Tu bata us se kya kahon ga mein"


"Meri udasi pe jo kisi ne sawaal kar dala"


"Suna tha zindagi ka safar bohat mushkil 
hai"


"Or hum ne kar k muhabbat or b muhaal kar dala.


Pehly to bohat
yaad kiya karte thay tum,


Ab aisa bhulaya tum ne k Kamaal ker dala .




Post a Comment

Yahan Comments Karein

Previous Post Next Post