Banana ghizayi ahmiyat kay elawah afzaish husan kay liye bhi apni khas ahmiyat rakhta hai. Jaisay cosmetic kay elawah jari bootyon kay istemaal sey jild aur baalon ko khoobsurat banaya ja sakta hai.
Chikni jild aur banana kay liye ubtan ka aik noskha darjah zail hai.
Nuskha No.1:
Ajza:
Maidah 1tbsp,
besan 1tbsp,
banana kay patton ka ras,
haldi ½ tbsp,
cucumber juice,
darchini pisi huwe ½ tbsp
Tareka:
mandarjah bala ashiya ko mila kar layi si banalein. Is ubtan ko chehray par malein aur aik ghantah baad cheray dho dalein. Chehray ko towel kay bajaye tissue paper sey khush karein.
Nuskha No.2:
Rangat nikharnay kay liye chand mofeed noskhe jo baray hi mofeed hain.
Ajza:
Banana kay haray patton ka arq 8 drops, Arq-e-ghulab 4 drops.
Tareka:
Is morakkab ko raat ko sonay sey pehlay chehray par lagayein.
Nuskha No.3:
Kachay kelay (banana) ko mal mal kay saaf kapray par kash karein. Isi kapray sey apna chehrah saaf karein.
ہماری پوسٹ اچھی لگی ہو تو اسے شئیر بھی کر دیجئے اور ہمارے یوٹیوب چینل کو سبسکرائب بھی کر دیں۔
سبسکرائب کرنے کے لیئے یہاں کلک کریں۔۔۔
Tags:
خواتین کارنر